haiz ke masail haiz ke masail in hindi

haiz ke masail हैज व निफास व जनाबत का बयान | Haiz o Nifas Kise Kahte Hain haiz ke masail in hindi हैज़ का मतलब haiz se paak hone ka tarika 
Haiz aur nifaas kise kehte hain?
हैज़ और निफ़ास किसे कहते हैं?

 जवाब :- बालिग औरत के आगे के मकाम से जो खून महीने के तौर पर निकलता है और बीमारी या बच्चा पैदा होने के सबब से ना हो तो उसे हैज कहते हैं। उसकी मुद्दत कम से कम 3 दिन और ज्यादा से ज्यादा 10 दिन है।


 इसे कम या ज्यादा हो तो बीमारी यानी इस्तिहाजा है और बच्चा पैदा होने के बाद जो खून आता है उसे निफास कहते हैं।  

निफास में कमी की जानिब कोई वक्त मुकर्रर नहीं और ज्यादा से ज्यादा उसका ज़माना 40 दिन है ।

और 40 दिन के बाद जो खून आए वो इस्तिहाजा है।


 सवाल :- हैज़ वा निफ़ास का क्या हुकुम है ?

 जवाब:- हैज़ व निफ़ास की हालत में रोज़ा रखना और नमाज़ पढ़ना हराम है। 

उन दिनों में नमाज़ें मुआफ़ हैं। उनकी क़ज़ा भी नहीं मगर रोज़ों की क़ज़ा और दिनों में रखना फ़र्ज़ है।


 और हैज़ व निफ़ास वाली औरत को क़ुरान मजीद पढ़ना हराम है।

 चाहे देखकर पढ़े या जुबानी। और उसका छूना अगरचे उसकी जिल्द या हाशिया को हाथ या उंगली से कि नोक या बदन का कोई हिस्सा लगे सब हराम है।

निकाह की फजी़लत हिन्दी में पढ़ें 

 हां जुजदान में कुरान मजीद है तो उस जुजदान के छूने में कोई हरज नहीं।

haiz ke masail हैज व निफास व जनाबत का बयान | Haiz o Nifas Kise Kahte Hain haiz ke masail in hindi हैज़ का मतलब haiz se paak hone ka tarika  Haiz aur nifaas kise kehte hain हैज़ और निफ़ास किसे कहते हैं infomgm
Haiz ke masail in hindi 

 सवाल:- जिसे एहतलाम हुआ और ऐसे मर्द व औरत की जिस पर ग़ुस्ल फ़र्ज़ है उनके लिए क्या हुकुम है?


 जवाब :- ऐसे लोगों को गुस्ल किए बगैर नमाज़ पढ़ना, कुरान मजीद देखकर या जुबानी पढ़ना उसका छूना और मस्जिद में जाना हराम है।


 सवाल:- क्या जिस पर ग़ुस्ल फ़र्ज़ है वो मस्जिद में नहीं जा सकता?

 जवाब :- जिस पर ग़ुस्ल फ़र्ज़ है वो मस्जिद के उस हिस्से में जाना हराम है

 कि जो दाखिले मस्जिद है यानी नमाज़ के लिए बनाया गया है

 और वो हिस्सा जो कि फना ए मस्जिद है यानि इस्तिंजा खाना, गुस्ल खाना और वजु गाह वगैरह तो उस जगह जाने में कोई हर्ज नहीं पर उनके जाने का रास्ता दाखिल ए मस्जिद से होकार न गुजरा हो।


 सवाल :- ऐसे मर्द व औरत की जिन पर ग़ुस्ल फ़र्ज़ है वो क़ुरान की तलीम दे सकते हैं या नहीं?


 जवाब :- ऐसे लोग एक कलिमा सांस तोड़ तोड़ कर पढ़ सकते हैं और हिज्जे करने में कोई हरज नहीं।

 (अनवारे शरीयत)


Infomgm के इस पोस्ट को ज्यादा से ज्यादा शेयर लड़के लड़कियों और रिश्ते दारों में शेयर करें ताकी इस्लामी knowledge में इजाफा हो।

और हैज के मसायल से वाकिफ हो सकें। आपका शेयर हमारी मेहनत की निशानी है।

haiz ke masail हैज व निफास व जनाबत का बयान | Haiz o Nifas Kise Kahte Hain haiz ke masail in hindi हैज़ का मतलब haiz se paak hone ka tarika  Haiz aur nifaas kise kehte hain हैज़ और निफ़ास किसे कहते हैं infomgm
Haiz ke masail in hindi 


Haiz aur nifaas kise kehte hain?



Jawab :- Balig aurat k aagey ke maqam se jo jo khoon aadi taur par nikalta hai aur bimari yaa bachcha paida hone ke sabab se na ho to usey haiz kehte hain.

Uski muddat kam se kam 3 din aur zyada se zyada 10 din hai.

Issey kam ya zyada ho to bimari yaani istihaza hai aur bachcha paida hone ke baad jo khoon aata hai usey nifaas kehte hain.

 Nifaas mein kami Ki jaanib koi waqt muqarrar nahi.aur zyada se zyada uska zamana 40 din hai 

40 din ke baad jo khoon aaye wo istihaaza hai.


Sawal :- Haiz wa nifaas ka kya hukum hai??


Jawab :- Haiz wa nifaas ki haalat mein roza rakhna aur namaz padhna Haram hai.

Un dino mein namazen maaf hain.

un ki qaza bhi nahi magar rozon ki qaza aur dino mein rakhna farz hai.

Aur haiz wa nifaas wali aurat ko quran majeed padhna haram hai.

Khwah dekh kar padhe ya zubani.

aur uska choona agarche uski jild ya haashiya ko haath ya ungli se ki nok ya badan ka koi hissa lage sab haram hai.

Haan juzdaan mein Qur'an majeed hai to uss juzdaan ke choone mein koi haraz nahi.


Sawal :- Jise ahtilaam hua aur aise mard wa aurat ki jis par ghusl farz hai unke liye kya hukum hai?


Jawab :- Aise logon ko ghusl kiye waghair namaz padhna ,Qur'an majeed dekhkar ya zubaani padhna uska chhona aur masjid mein jaana haram hain.



Sawal :- Kya jis par ghusl farz hai wo masjid mein nhi jaa sakta?


Jawab :- jis par ghusl farz hai wo masjid ke uss hisse mein jaana haram hai 

ki jo daakhil e masjid hai yaani namaz Ke liye banaya gaya hai 

aur woh hissa jo ki fana e masjid hai yaani istinja khaana,ghusl khaana aur wuzugaah wagahirah to uss jagah jaane mein koi harz nahi par unme jaane ka raasta daakhil e masjid se hokar na guzarta ho.



Sawal :- Aise mard wa aurat ki jin par ghusl farz hai wo qur'an ki taleem de sakte hain ya nahi??


Jawab :- Aise loge ek ek kalimah saans tod todkar padha sakte hain aur hijje karane mein koi haraz nahi.

(Anware shariat)

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ